Kisi fakir ka kabhi aitbar mat karna, Dosti ki hado ko kabhi paar mat karna...
Kho doge use hamesha ke liye, Jo achchha lage use kabhi pyar mat karna.
Socha tha isbar unko bhul jayenge, Dekhkar bhi unko undeha kar jayenge,
par jab jab samne aya chehra unka, socha isbar dekh le , agli bar bhul jayenge
Tamanna phir machal jaaye agar tum milne aa jao,
Ye mausam phir badal jaaye agar tum milne aa jao,
Nahi milte jo tum mujh se to sab humdard hain mere
zamana mujh se jal jaaye agar tum milne aa jao
need apni bhula ker sulaya humko,Ansu apne gira kar hasaya humko,
Dard kabhi na dena uss khuda ki tasveer ko.. Zamana kehta hai Maa Baap Jinko.
JAB TANHAI MAIN AAP KI YAAD AATI HAIN, HONTHO PE EK FARIYAD AATI HAIN,
KHUDA AAP KO HAR KHUSHI DE, KYUN KI AAJ BHI HAMARI HAR KHUSI AAPKE BAAD AATI HAIN.
AISE LIKHNE KA KIYA FAAYIDA JO JHOOTHA LAGE. AISE RANG KA BHI KIYA FAAYIDA JO FIKA LAGE. SHAYARI VO BHI HAI JO DIL SE NIKLE AUR JIS SI SUNKE. HAR DIL ME THODA SA TO DARD JAAGE
Punam ki rat me chand badal jata hai, Waqt ke sath insan badal jata hai,
Sochte hai ki apko tang na kare, Magar sochte sochte plan badal jata hai
kabhi kaha na kisise tere fasane ko, jane kaise khabar lag gayi zamane ko
Dua bahaar ki mangi to itni ful khile, Kahin jagah na mili mere aashiyaneko
Dil gumsum, Zubaan Khamosh, Aankhein aaj num kyon hai.
Jo kabhi apna hua hi nahin use aaj khone ka gum kyon hai
OR KOI GAM NAHI EK TERI JUDAI KE SIVA, MERE HISSE ME KYA AAYA TANHAI KE SIVA!
YU TO MILAN KI RAATE MILI BESUMAAR, PYAR ME SAB KUCHH MILA SEHNAI KE SIVA!!
tadpa sakogi jab tak chalegi sanse HAMARI,
jab na honge mehfil me to shayad mehsus karogi kami HAMARI,
kya dhundhogi ret me samandar ko jab na rahegi pav ki nishani HAMARI.
NA JANE KIS BAAT KI HUME WO SAZA DETA HAI. MERI HANSTI HUI AANKHO KO RULA DETA HAI. AB MUDDAT SE KHABAR NAHI AATI UNKI. KIYA IS TARAH KOI APNO KO BHULA DETA HAI
Kisi fakir ka kabhi aitbar mat karna, Dosti ki hado ko kabhi paar mat karna... Kho doge use hamesha ke liye, Jo achchha lage use kabhi pyar mat karna..
YU TO MILAN KI RAATE MILI BESUMAAR, PYAR ME SAB KUCHH MILA SEHNAI KE SIVA!
Woh Naqab Lagakar Khud Ko Ishq Se Mehfooz Samjhte Rahe,
Nadan Itna Bhi Nahi Samjhe Ishq Chere Se Nahi Nazron Se Hota Hai
Hame ashkon se zakhmon ko dhona nahi aata, milti hai khushi to use khona nahi aata,
seh lete hain har gham muskurakar, aur log kehte hian hame rona nahi aata
sans lene se bhi teri yaad aati hai, nalene se meri jaan jati hai,
kasise kahun ki sanns se main jinda hon jabki sans se pehle teri yaad hai
Raste par mat baitho hawa tang karegi, Gujare hue lamhon ki saja tang karegi,
Kisi ko mat lao dil ke itne kareeb, uske jane par uski har ek ada tang kareg
Pee hai sharab har gali har mehkhane se,ek dosti si ho gai hai sharab ke jam se,
gujre hai hum kuch aise mukam se ki nafarat si ho gai mohabbat ke naam se
AGAR KHUSH HAI WO DEKH KE AANSU MERI AANKHON ME. TO KASAM SE HUM MUSKURANA CHOOD DENGE.
TADPTE RAHENGE USKO DEKHNE KO MAGAR. USKI TARF PALKE UTHANA CHOOD DENGE
Yaadon me hum rahen ye ehsaas rakhna, Nazaron se dur pal dil ke paas rakhna,
Ye nahi kahte ke sath raho, Dur sahi par humen yaad rakhna
Raat ka andhera kuch kehna chahta hai, yeh chand chandni ka sath rehna chahta hai,
hum to tanha hi khush the, mager pta nhi kyu yeh dil ab kisi ka sath rehna chahta hai
Yadon ki dhund me aapki parchai si lagti hai, kaano me gunjti sehnai si lagti hai,
aap karib hain to aapnapan hai, warna seene me saans bhi parai si lagti hai
Sukhe patton se pyar kar lenge, hum to tum par etbaar kar lenge,
tum ye to kaho, tum hamare ho sanam, hum zindagi bhar intzaar kar lenge
Aap ke khayalo se fursat nahi milti,hame ek pal ki rahat nahi milti,
mil to jati hai san kuch,bas apki ek jhalak nahi milti
YEH SHAYARI LIKHNA UNKA KAAM NAHI. JINKE DIL AANKHON ME BASA KARTE HAI.
SHAYARI TO WO SHAKS LIKHTE HAI. JO SHARAB SE NAHI, KALAM SE NASHA KARTE HAI
kabhi kaha na kisise tere fasane ko, jane kaise khabar lag gayi zamane ko!
Dua bahaar ki mangi to itni ful khile, Kahin jagah na mili mere aashiyaneko!
AB IS INTZAAR KI AADAT SI HO GAYI HAI. KHAMOSHI IK MOHLAT SI HO GAYI HAI.
NA SHIKWA NA SHIKAYAT KARNE KI JAROORAT. KYUNKI AB IS TANHAI SE MOHOBBAT SI HO GAYI HAI
tujh se bicharne ka khayal seh nahi paata, phir bhi dil ki baat keh nahi paata,
kyun hain aakhir zindagi mein is qadr majbooriaan maut bhi nahi aati, zinda bhi reh nahi paata
USKO APNA KAHENA KYU AJEEB LAGA. DIL SE USKO BHULANA KYU AJEEB LAGA.
WAFA KARTE HAI HUM HAR KISI SE. PHIR USSE BEWAFA KAHENA KYU AJEEB LAGA
DearShayari.com 2018 © All right Reversed.