Ashk bhigo denge chupke se tera daman Jb tujhko mere wafaon ka khayal aaega
Dekhi hai humne duniya jahaan husne-e-bazar ke,
too uhin ruk jaye hamari nazar ye itni sasti nahi,
koi hoor, koi noor ya koi jannat ki pari ho to kya,
dava hai hamara tik jaye tere samne aisi koi hast nahi !
Wo hairan hain mere zabt par to keh do un say ja kar Jo daman par nahi girtay wo ansoo dil par girtay hain .
jab bhi khayal aaya to apka aaya,
ankein band ki to khawab aapka aaya,
socha yaad kar lu khuda ko pal do pal,
par honth khule to naam aapka aaya
INSAAN CHAHE KISI B NASAL KA HO,
KISI B RANG KA HO, KISI B MAZHAB KA HO,
LEKIN AANSUO KA RANG AEK HI HOTA hai.
Tum Ny Dekha Hy Kabhi Chaand Py Behta Paani Maine Dekha Hy Yeh Manzar Tere Rukhsaar Py Aksar
Dil Ki Kitaab Ka Panna Churaa Legaye Tum Aankhon Se Neendh Uda Legaye Tum Teri Yaad Me Tadapne Ki Aadat Nahin Thi Mujhe Apni Yaadon Se Tadpaane Sikha Gaye Tum.
KISI B RANG KA HO,
KISI B MAZHAB KA HO,
Ashk beh kr bhi kam nhe hote.
Aankh kitni ameer hoti ha!!!
Khamoshiyan Teri Mujhse Baatein Karti Hain Meri Har Aah Har Dard Samajhti Hain Pata Hai Majbuur Hai Tu Bhi Aur Main Bhi Phir Bhi Aankhein Tere Deedar Ko Tarasti Hain.
Unki Aankhon Mai Bhi Halki Si Nami Rehti Hai Baatain Karte Hain Jo Oron Ko Hansane Ke Liye.
Tum Hume Bhul Na Paoge Is Kadar Hum Yaad Aayenge Yakin Na Aaye To Aaiene Me Dekhna Teri Aankho Me Hum Nazar Aayenge.
Us Ki Aankhoon Main Nazar Aata Hai Saara Jahan Mujh Ko Afsoos K Un Aankhoon Main Kabhi Khud Ko Nahi Daikha!!!
nigahen aapki pehchan hai hamari,
muskurahat aapki shaan hai hamari,
khyal rakhna apna kyonki saanse aakpki,
jaan hai hamari!
Jab Bhi Haath Uthein Hain Dua Ke Liye Mere Labon Pe Tera Hi Naam Aaya Kab Se Aankh Main Chupa K Rakha Tha Tere Dukh Main Aaj Wohe Aanso Kaam Aaya.
Dil Ki Kitaab Ka Panna Churaa Legaye
Tum Aankhon Se Neendh Uda Legaye
Tum Teri Yaad Me Tadapne Ki Aadat Nahin Thi Mujhe
Apni Yaadon Se Tadpaane Sikha Gaye Tum.
Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De Tera Mujrim Hoon,
Mujhe Doub Ke Mar Jaane De
Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko
Sonchta Hoon Kahoon Tujhse,
Magar Jaane De
Wo Inkar Karte Hai Ikraar Ke Liye Nafrat Karte Hai Pyar Ke Liye Ulte Chalte Hai Yeh Pyar Karne Wale Aankhe Bandh Karte Hai Wo Deedar Ke Liye.
Thodi-Thodi Sanso K Liye,Humne Zindagi Bechi,
Parchhaiyon Se Tang Aa K,Humne Roshni Bechi,
Aankho Mein Bas Aansu Hi Reh Gaye,
Varna Duniawalon Ne To Dosti Bhi Bechi.
Aapse Dur Hokar Hum Jaaynge Kahan Aap Jaisa Pyaar Hum Paayenge Kahan Dil Ko Toh Kaise Bhi Samjha Lenge Lekin Aankhon Ke Aansoon Chupaayenge Kahan.
Tera Hasta Hua Chehra UDAS Kyun Hai?
Barsti Aankhonn Mein Piyas Kyun Hai?
Jinki Nazro Mein Tu Kuch Nahi Wo Tere Liye Itna KHAS Kyun Hai.
Na Neend Hai Aakhon Mein,
Na Dil Mein Hai Karar Bas Yahi Haal Hai Apna,
Jabse Hua Hai Pyar.
Tanha Hu Is Dard Mohabbat Mei Meri Tarah Behaal Tum Bhi Ho Hm Hai Kisi Ujde Hue Shahar Ki Misaal Aankhen Bata Rahi Hai Ki Viraan Tum Bhi Ho.
Har nazar ko ek nazar ki talash hai,
Har chehre mein kuchh to ehsah hai,
Aapse dosti hum yun hi nahi kar baithe,
Kya karen hamari pasand hi kuchh KHAAS hai.
Dali dali dali har dali per nazar dali,
har chaman per dali,
jis dali per nazar dali woh mali ne kaat dali.
Aankh wo chahat jis mein dil ki zubaan hoti hain,
Sachi chahat to bejuban hoti hain,
Pyar main dard mila To ghabrana kaisa,
Dard se chahat aur jawaa hoti hai!
Tumhari Aankhon Ki Kya Taarif Karon Bas Inme Doob Jane Ki Khwahish Hai Pehle Hi Teri Ada Ke Deewane Hain Ab Kis Baat Ki Gunjaish Hai.
Na Jaane Uspar Itna Yakin Kyu Hai Uska Khayal Itna Hasin Kyu Hai Suna Hai Pyaar Ka Dard Mitha Hota Hai To Aankhon Se Nikala Aansu Namkin Kyu Hai.
Hai Husn Ka Purkaif Nazara Teri Aankhe!
Gar Chand Mera Dil,
To Sitara Teri Aankhe!
Jab Jab Bhi Padhun Inko Mohabbat Ki Nazar Se.
Lagti Hain Ek Taza Shumara Teri Aankhen.
Na khwabon me dekha,
na nazaron me dekha,
Hazaron me ek humne tum hi ko dekha,
Gum dene wale to har pal hai yahan,
Har pal khushi dene walon me ek aap hi ko dekha!
DearShayari.com 2018 © All right Reversed.