Sharab pee liya karte hai jinae ki tamanna main kabi, dagmagana bhi zaroori hai sambhalnae ke liye
Ek Jahan Maanga Tha Jisme Bahot Saara Pyar Mile, Magar De Diya Mehkhana Jahan Bahot Saari Sharab Thi Ek Kandha Maanga Tha Jiska Mujhe Sahara Mile, Magar De Di Zindagi Jahan Duniya Bhar Ki Tanhai Thi!!
Sharaab Dard Ki Dawa Hai Peene Se Koi Kharabi Nahi Dil Ke Dard Se Peete Hain Waise Hum Sharaabi Nahi
Mera shahara to shrab ka pyala h, Jhakmo ne mujhe dard dekar pala h, Thokar maarkar giraya khusi ne mujhe, To hath badhakar ghamo ne sambhala h
Teri Yaad Ne Hamhe Jeene Na Diya; Chain Se Humko Ab Marne Na Diya; Hum Peete Hai Teri Yaad Me Zalim; Par Iss Duniya Ne Hame Peene Na Diya!
Nasha hum karte hain , ilzaam sharaab ko diya jaata hai, magar ilzaam sharaab ka nahi unka hai, jinka chehraa hume har jaam mein nazar aata hai
Pi Hai Sharab Har Gali Ki Dukan Se, Dosti Si Ho Gayi Hai Sharab Ki Jam Se, Gujre Hai Hum Kuch Aise Mukam Se, Ki Aankhen Bhar Aati Hai Mohabbat Ke Nam Se..!!
Har taraf khamoshi ka saya hai, Zindagi me pyaar kisne paya hai, Hum yaadon mein jhoomte hai uski aur zamana kehta hai, Dekho aaj phir peekar aaya hai.
Logon Ne Kaha Ki Main Sharabi Hoon, Maine Kaha Unho Ne Ankhon Se Pilaiee Hai.
Hamesha yad ati hai unki.. Aur mood ho jata hai kharab.. Tab Hamesha lekar baithe hai hum.. ek hath me Kalam aur ek hath me sharab
Ek Jahan Maanga Tha Jisme Bahot Saara Pyar Mile, Magar De Diya Mehkhana Jahan Bahot Saari Sharab Thi Ek Kandha Maanga Tha Jiska Mujhe Sahara Mile, Magar De Di Zindagi Jahan Duniya Bhar Ki Tanhai Thi
Zaahid sharaab piine de masjid men baiTh kar yaa vo jagah bataa jahaan par Khudaa na ho.
Bahut peete the hum mahobbat ne kasam dilaake chhudaadi Bahut peete the hum usne kasam dilaake chhudaadi Yaaron ke sang baitthe the mahobb at ki kasam dilaake pilaadi
Nashe mein bhi tera naam lab par aata h, Chalet hue mera paw ladkhadta h, Tufan sa dil mein uthta h mere, Hasin chehre par bhi daag najar aata h
Dil ki kitab ka panna chura le gaya koi, Neend aankhon se udaa le gaya koi, Peene ke aadat nahi thee humein, Jaam nighaon se pila gaya koi.
Ye jo peene pilane ki baat karte hai, unse keh do kabhi hum bhi piya karte the, jitni piker ye bahak jate hai, utni to hum gilaso me chhod diya karte the
Aashiqi se milega aey zaahid Bandagi se Khuda nahin milta
Har Baat ka Koi Jawaab Nahi Hota, Har Ishq ka Naam Kharab Nahi Hota Yuh to Jhoom Lete H Nashe me Peene Wale, Magar Har Nashe ka Naam Sharaab Nahi Hota
Main todh leta agar gulab hoti, mai jawab banta agar sawaal hoti, sab jante hain mai nasha nahi karta, Par pee leta agar sharaab hoti
Dard ki mehfil me ek sher hum bhi arz kiya karte hai.. Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai.. kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai. hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai.
Rakh le 2-4 botal kafan mein,saath baith kar piya karenge, jab mange ga hisab gunahon ka,ek peg usse bhi de diya karenge
Yaaro ki Mehfil Aise Jamai Jati Hai Kholane se Pehle Botal Hilaayi Jati Hai Fir Awaz Lgayi Jati Hai Aa Jao Tute DiL Walo Yaha Dard-E-DiL Ki Dawa Pilayi jati hai!
Raat Chup Chap Hai Par Chand Khamosh Nahi, Kaise Kah Doon K Aaj Phir Hosh Nahi, Aisa Dooba Hoon Main Tumhari Aakhon Mein, Haat Mein Jaam Hai Par Pine Ka Hosh Nahi.!!!
botal chupa dena kafan mein meri, shamshan mein piya krunga, jab mange ge hisaab khuda, to unhe bhi ek peg bna kr diya krunga
ye janab e sheikh ka falsafa bhi alag hai saare jahan se jo wahan piyo to halaal hai jo yahan piyo to haraam ha.
Tanhai mein bhi kehte hain log, Zara mehfil mein jiya karo.. Paimana leke bitha dete hain maikhane mein, Aur kehte hain zara tum kum piya karo
Meri sharaab ki kyaa qadr tujh ko ai vaaiz Jise main pii ke duaa duun vo jannatii ho jaaye.
Yaaro ki Mehfil Aise Jamai Jati Hai Kholane se Pehle Botal Hilaayi Jati Hai Fir Awaz Lgayi Jati Hai Aa Jao Tute DiL Walo
DearShayari.com 2018 © All right Reversed.