बचपन में मिलते थे पूरे रमजान,अम्मी की दी सेहरी से करते थे शुरूआत,धूम धड़का होता था दोस्तों के साथ,आज भी याद हैं ईद की वो हर इक रात.
देखा हिलाल-ए-ईद तो आया तेरा ख़यालवो आसमाँ का चाँद है तू मेरा चाँद है
Aaya hai aaj ka din ye mubaarakSaji hai raunaqon ki mehfil har tarafEid hai us Khuda ka nayaab tohfaAap sabko hamaari taraf se Eid Mubarak!EID MUBARAK!
Kapron Ki Dukaah Se Door Chand Sikkon Ko Gintay GintayEk Gareeb Ki Ankhon Mai Eid Ko Martay Daikha hai..!!Happy Eid Mubarak.!!
Ubhra Nahin Hai Chand Nazar Beqarar Hai, Aese Mein Bhala Khaak Aye Eid Ka Maza, Abr-E-Rehmat Ban Kar Cha Jao Peyam E Eid Hai, Chaar Soo Noor Barsao Peyam E Eid Hai..
Itne Majboor the Eid Ke Roz Taqdeer Se HumRo Pade Milke Gale Apki Tasweer Se Hum..Happy Eid Mubarak.!!
तेरे इख़्तियार में क्या नहीं, मुझे इस तरह से नवाज़ देयूँ दुआयें मेरी क़ुबूल हों, मेरे दिल में कोई दुआ न हो
ईद का दिन है गले आज तो मिल ले ज़ालिमरस्म-ए-दुनिया भी है मौक़ा भी है दस्तूर भी है
Aasmaan me chaand chadh aaya haiSitaron ne bhi aanchal lehraaya haiAa gaa len hum khushi ke geetDost mere Mubarak ho tumhein ye EidEid Mubarak!
Un Baccho ki Eid na janey kesi ho giJin ki Jannat Nangey Paon phirti hai.
māh-e-nau dekhne tum chhat pe na jaanā hargiz
shahr meñ iid kī tārīḳh badal jā.egī
iid ko bhī vo nahīñ milte haiñ mujh se na mileñ
ik baras din kī mulāqāt hai ye bhī na sahī
Na kisi ka deedar hua, Na kisi k galy miley…Kaisi khamosh Eid thi, Jo aai or chali gai.
Sada muskurate raho jaise haste hain phool, duniya ki sare gum tumhe jaye bhool, charo taraf phehlao khushiyon ka geet, yeh dua ke sath yaar tumhe Mubarak ho Eid!
महक उठी है फ़ज़ा पैरहन की ख़ुश्बू सेचमन दिलों का खिलाने को ईद आई है.
Tujhe Yaad Karte Hai toh Eid Manaalete Hai,Ham ne Apne liye Teh’waar alag Rakha Hai..!!
Kahate hain Eid hai aaj apani bhii Eid hotiiHam ko agar mayssar jaanaa kii diid hotii
Aaj Ke Din Kya Ghata Chhayi Hai, Charo Aur Khusiyo Ki Fija Chhayi Hai, Keh Raha Hai Har Koe Ye Baat, Ho Khusiyo Bhara Ye Tera Din Raat..
Suhani dhoop barsat k baad, Thori si hasi her baat k baad, Usi tarah ho mubarak aap ko, Yeh EID Ramadan k baad. Eid Mubarak!!
Tere bagair humne guzari hai aese eid,Jaise safar mai sham e ghariban guzar gai
Teri deed jis ko naseeb h, wo naseeb qabil e deed hai, lekin tuje sochna meri chand raat, or tuje dekhna meri eid hai...
Tum bin chaand n dekh sakaa toot gai ummiidBin darpan bin nain ke kaise manaayen Eid
iid ke ba.ad vo milne ke liye aa.e haiñ
iid kā chāñd nazar aane lagā iid ke ba.ad
hai iid kā din aaj to lag jaao gale se
jaate ho kahāñ jaan mirī aa ke muqābil
Sahib-E-Aqal Ho Aap, Aik Masla to Batao,Maine Rukh-E-Yaar Nahi Dekha Kya Meri “EID” Ho Gai???Happy Eid Mubarak.!!
Sahib-E-Aqal Ho Aap, Aik Masla to Batao,Maine Rukh-E-Yaar Nahi Dekha Kya Meri “EID” Ho Gai???
kahte haiñ iid hai aaj apnī bhī iid hotī
ham ko agar mayassar jānāñ kī diid hotī
bādbāñ naaz se lahrā ke chalī bād-e-murād
kārvāñ iid manā qāfila-sālār aayā
Dekha Eid ka Chand toh mangi Yeh Dua Rab Se,Dede tera Saath EID ka Tohfa Samaj ke..!
iid kā din hai so kamre meñ paḌā huuñ 'aslam'
apne darvāze ko bāhar se muqaffal kar ke
Na zuban se… Na dimagh se… Na nigahon se… Na gifts se… Aapko Eid-ul-Adha Mubarak ho direct dil se.. Eid Mubarak!!
DearShayari.com 2018 © All right Reversed.