Hathon se gir gayi hai lakir kahi,
Bhool aaye hum apni taqdeer kahi,
agar aapko kahi mil jae to utha lena....
Mere hisse ki har khushi ko hathon mein saja lenaa.
Meri deewangi ko dekh ke muskuraate hai kyu mein jitna paas jau utna door jate hai kyu kuch toh vajah zaroor hogi unki berukhi ki mujhe aise har pal sataate hai kyu.
Vishwas Ban ke Log Zindagi Me Aate Hai,
Khwab Ban ke Aankho Me Samaa Jaate Hai,
Pehle Yakeen Dilate Hai Ki Wo Hamare Hai,
Fir Na Jaane Kyu Badal Jaate Hai
Jina chahte hai magar Zindgi raas nahi aati,
Marna chahte hai magar Maut paas nahi aati Udas hai is Zindgi se hum,
Uski Yaadein bhi to Tarpane se baaj nahi aati.
Tamaam umar hi guzri hai dastaken sunte,
Humain to raas na aya khud apne ghar rehna..
Sawaal paani ka nahi, Pyaas ka hai,
Sawaal maut ka nahi, Saans ka hai,
Dost to duniya mein bahut hain magar,
Sawaal dosti ka nahi Vishwas ka hai
Usne kaha tha apna banake hi chhodungi Fir usne aisa hi kiya pehle apna banaya aur fir chhod diya.
kaise hum kisi se vafa kre ,
hume jo bhi mila bewafa mila ,
hum bheed me bhi akele khade rahe ,
or apne sabhi apne kaam ki dun me rahe.
Begano se pyar ki gunjaish nahi hoti Maut k bad koi khwahish nahi. Shayad koi pyar bhara dil tuta hoga. Warna APRIL me kabhi barish nahi hoti.
Tum se bichhad ker aacha nahi lagta faslon me rahna aacha nahi lagta Hum tume her pal yaad karte hai Mager bar-bar bhi to yeh kahna aacha nahi lagta.
Nazren Mila Ke Kiya Dil Ko Zakhmi Adayen Dikha Kar Sitam Dha Rahe Ho Meri Wafao Ka Kya Khub Sila Diya Hain Tadapta Hua Chod Kar Jaa Rahe Ho.
Fark Hota hai khuda aur Fakir me,
Fark hota hai kismat aur Lakir me,
Agar kuch Chaho Aur vo na Mile,
To samaj Lena ki kuch aur Acha Likha hai Takdir me.
Kitna pyaar karte hum unse, Kaash unhe bhi ye ehsas ho jaye, Kahi aisa na ho ki woh hosh mein tab aaye Jab hum KISI AUR ke ho jaye.
Agar Bhigne Ka Itna Hi Shaukh Hai Baarish Me,
To Dekho Meri Aankho Me,
Baarish To Har Ek Ke Liye Barasti Hai,
Lekin Ye Aankhe Sirf Tumhare Liye Barasti Hai..
Aaj Tou Be-sabab Udaas Hai Jee,
Ishq Hotaa To koi Baat Bhi Thee.!!
Bhula k mujhko Agr tum ho salamat,
To bhula k tujhko Sambhalna mujhe bhi aata hai..
Nahi hai mari Fitrat main ye aadat, Warna teri tarha badalna mujhe bhi aata ha.!!!
Koi Ro Ke Dil Bahlata Hai,
Koi Has Kar Dard Chhupata Hai,
Kya Karamaat Hai Kudrat Ki,
Zinda Insaan Paani Me Dub Jaata Hai,
Or Murda tehar Ke Dikhata Hai..
Dil o jaan main woh phool khilaane aye,
Woh mere dil pe neya zakham lagane aye..
Himmat nahi he ki dastan-e-jindgi suna sake kisi ko Bas itna hi bata sakte he SALA . jisne bhi hamara dil toda ji bhar k toda .
Badi mehnat se meri duniya lutai hogi,
Meri mohabat ki hasti mitai hogi,
La tere pairon mein marham laga du,
Kyon ki Mere dil ko thoker marne mein tuje chhot to aayi hogi.
Asuon ke chalne ki awaz nehi hoti Dil ke tootne ki ahaat nehin hoti Agar hota khuda ko har dard ka ehsas to use dard dene ki adat nehin hoti
Bewafa hai dunia kisi ka aitbaar na karo,
har pal dete hai dhoka kisi se pyar na karo,
mit jao beshaq tanha ji kar,
par kisi ke sath ka intzaar na karo.
Tadap Ye Ishq Ki Mere Dil Se Jaati Hi Nahi Ke Jaan De Kar Bhi Ye Deewangi Jaati Hi Nahi Na Jaane Kaun si Duniya Hai Wo Mere Rabba Jahan Se Laut Kar Koi Sadaa Bhi Aati Hi Nahi.
Kya Jawab Doge Sanam,
Khuda Ke Darbaar Jab Puchhega Woh,
Kya Gull Khilaye Pyar Mein,
Suna Na Sakoge Dastaa,
Apni Bewafayi Ki.
Log kehte hai usme wafa nai,
agar sookun uski aankho mai hai,
to wo bewafa hi sahi.
Chor di ham ne dunia bas teri khushi ke liye..
jee sakenge na ab ham kisi ke liye..
tera milna, bicherna ek khwab sa tha..
teri qasam traste rahe bas ek hansi ke liye..
teri judai se badh kr kiya gham ho ga..
zakham kafi hain yeh hee meri zindgi ke liye.
Qareeb e dar kata din to raat kanton par,
Guzar di hai kisi ne hayat kanton per.
Zara na moom hoa piar ki hararat se,
Chatakh k toot gea dil ka sakhan aisa tha.
Mujhe rula Ker Dil uska bhi roya hoga chehra ansuon se usne bhi to dhoya hoga.. Agar na kiya hasil kuch humne pyar me kuch na kuch to usne bhi zarur khoya hoga
DearShayari.com 2018 © All right Reversed.